Time pass (Love)❤❤

 Hum hawa mein haath hilatey, rah gaye๐Ÿ‘‹

Aur wo saare jaam loot gaye,๐Ÿบ

Humney unki khatir saari zindagi guzar di๐Ÿ˜

Aur unhey humari kuch khabar tak nahi tha,

Jab humarey beech kuch nahi tha toh wo kya 

Tha°°°°.

Jo huie wo kya tha?

Kya tera time-pass tha,๐Ÿ•‘

Ya tujhe khelane ka mann tha,๐Ÿš€

Kher jo bhi tha , humari taraf se toh poora tha,

Tu bewafa nikali toh kya hua,

Hum toh sachey insaan toh tha,๐ŸŽˆ

Ja bhool jayenge tujhe bhi,

sabre kar tarpayrnge bhi tijhe bhi,๐Ÿ’”๐Ÿ’”๐Ÿ’”


Tu bewafa nikali toh kya hua
Hum toh ab aur bhi zyada majboot
๐Ÿ’ชBangaye....๐Ÿ’ช

Main bhoola nahi hoon,bus logo ki nazaro 
Mein aane laga hoo....


Comments

Popular posts from this blog

SHAHEED-E-AZAM

Ae- Watan-Mere