Manzil

 Manjilo ki haqueqat hai ,
Rasto ki taqleefey,
Motiyo ka kahna hai-
Aake sahe meri dabao ko,
Doob meri parchai mein,
Ghut thodi tanhai mein,
SAFALTA  ka kahna hai,
Naha thodi pashino se,
Jala apni sakshiyat ko,
Tapa apne badan ko,
Chal laga thoda dum toh๐Ÿ’ช,
Chal laga thoda dum toh๐Ÿ’ช,
Manjilo ki haquequat hai,
Rasto ki taqleefe,
Jo shahate nahi,
Wo pate nahi,
Bhagwan ke darshan ke liye ๐Ÿ™
Bhi line lagati hai badi- lambi,
Lamba tikne wala kabhi,
Aram ko nahi deta mahotave,
Tootne ke baad bhi wo jaante hai,
Judna, Sab kuch sahte huwe hoto 
Par muskan rakhna,
Manjilo ki haqueequat hai,
Jo tikte hai wahi lamba ,
Tikate hai,
Tuka kabhi safalta 
Nahi kahlate hai....
Varun


❤❤๐Ÿงก๐Ÿงก๐Ÿงก๐Ÿ’›๐Ÿ’›๐Ÿ’›๐Ÿ’š๐Ÿ’š๐Ÿ’š❤❤❤๐ŸคŽ๐ŸคŽ๐ŸคŽ
๐ŸคŽ๐ŸคŽ๐ŸคŽ❤❤❤๐Ÿ’›๐Ÿ’›๐Ÿ’›๐Ÿงก๐Ÿงก๐Ÿงก❤❤❤๐Ÿ’š๐Ÿ’š๐Ÿ’š
❤❤❤๐Ÿ’›๐Ÿ’›๐Ÿ’›๐ŸคŽ๐ŸคŽ๐ŸคŽ๐Ÿงก๐Ÿงก๐Ÿงก๐Ÿ’š๐Ÿ’š๐Ÿ’š❤❤❤

Comments

Popular posts from this blog

SHAHEED-E-AZAM

Ae- Watan-Mere