Posts

Showing posts with the label #patriotic salogan in hindi

BHARAT-BHOOMI

Image
  BHARAT MATA KI  JAI.... Manga nahi kabhi-bhi bheekh, Main wo bhoomi hoon, Jo looti har-baar , har satabadi mein, Par doobi aaj tak nahi hoon, Ha! Main wahi bharat bhoomi hoon, Ha! Main wahi bharat bhoomi hoon, Pahele mugalo ne loota, Phir goro ne loota, Par aaj bhi main jinda hoon, Par aaj bhi main jeevan data hoon, Ha! Main bharat bhoomi hoon, Ha! Main bharat bhoomi hoon, Har majhab, har dharam, Har bhesh, har boli ka main  Palanhari hoon, Ha! Main bharat bhoomi hoon, Ha main he hoon woh, Jisne sabhi ke ke ghamando ko toda hai, Jisne Sikandar ko bhi shikaste dilai hai, Ha! Main wahi bharat bhoomi hoon, Ha! Main bharat bhoomi hoon, Jab- jab dusano ne lalkara hai, Mere bacho ne,har baar mooh toda hai, In-qua -lab  bhi diya hai, Toh ahinsha parmo dharma ka mantra bhi  Diya hai,  Ha! Main veer putaro ki he nahi, veer putariyo  Ki bhi palanhari hoon,  Ha! Main bharat bhoomi hoon, Ha! Main bharat bhoomi hoon.... Main rahu ya na rahu Mera desh rahna chahiye...

TIRANGA๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ

            Main Tirange๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณka abhimani๐Ÿ˜Ž,         Main kisi aur rang ka murid nahi hoon,        Main Ganga,Yamuna aur Sarswati ki jal                    ๐Ÿž  Ka pyasha hoon,           Mujhe anyantre kahi nahi jaana hai,                  Mujhe yahe jeete huwae,                Yahi samarpit ho jana hai,   Mujhe meri Bharat๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณki shaan ke liye jeena hai,         Aur ishi ki shaan mai marna hai,               Main Tirange๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณka abhimani,             Mujhe kahi aur nahi jaana hai,               Mujhe swadesh pyara hai๐Ÿฅฐ,     Mujhe ishke alawa kahi aur nahi jaana hai,     Main Ganga ,Yamuna aur Sarswati ke jal ka                                  pyasha hoon๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™; Mujhe koi aur taral๐Ÿท๐Ÿธ๐Ÿน๐Ÿฅ›☕๐Ÿต nahi chahiye,            Main Bharat ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณka washi hoon, Mujhe Bharat ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณki jamee ke alawae kuch aur                                    nahi chahiye,           Main tirange๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ ka abhimani,      Mujhe koi aur rang nahi chahiye,    Mujhe mere watan ke liye jeena hai,    Karm karna hai aur ushi ke liye