TIRANGA🇮🇳
Main Tirange🇮🇳ka abhimani😎, Main kisi aur rang ka murid nahi hoon, Main Ganga,Yamuna aur Sarswati ki jal 🏞 Ka pyasha hoon, Mujhe anyantre kahi nahi jaana hai, Mujhe yahe jeete huwae, Yahi samarpit ho jana hai, Mujhe meri Bharat🇮🇳ki shaan ke liye jeena hai, Aur ishi ki shaan mai marna hai, Main Tirange🇮🇳ka abhimani, Mujhe kahi aur nahi jaana hai, Mujhe swadesh pyara hai🥰, Mujhe ishke alawa kahi aur nahi jaana hai, Main Ganga ,Yamuna aur Sarswati ke jal ka ...