SHAHEED-E-AZAM
SHAHEED-E-AZAM Punjabi banda tha ,maut ka dar toh bachpan se nahi tha,kahta tha main bandooke ugaunga ⚔⚔⚔aur sabhi goro ko desh se bhagaunga,aur sare hindustan๐ฎ๐ณ๐ฎ๐ณ๐ฎ๐ณ ko azad karaunga,shaadi ki baat uthi toh ghar se utha gaya, likh kar chithi ๐๐๐bola main shaadi ๐ฐ๐คตke bandhan main nahi bandhunga, main azadi ka deewana hoon aur bharat๐ฎ๐ณ๐ฎ๐ณ๐ฎ๐ณ ko azad kar-ke he deekhlaunga ,mera yeh paren desh ko arpit hai aur kisi ko nahi de paunga Byaha ke bandhan main nahi band paunga,mujhe maaf karna main bharat ๐ฎ๐ณ๐ฎ๐ณke siva yeh sarir jisi aur ko nahi de paunga ,ja ke mil gaya socialist republican party se ,karname aise yaise kiye hai ki maut bhi kapati thi ush-shey angarezo ke naak ke neeche se woh unki chain chura le jata tha,yeh woh banda tha jo maut ko apna gulam banakar rakhta tha, bahero ko sunane ke liye dhamake ki zarurat padhti hai, yeh batane ke liye woh maut ki muh me apna haath dala tha ,Vidya shankar vidyarthi aur Ganesh dutta ke sath ,Delhi co