SHAHEED-E-AZAM
SHAHEED-E-AZAM
Punjabi banda tha ,maut ka dar toh bachpan se nahi tha,kahta tha main bandooke ugaunga ⚔⚔⚔aur sabhi goro ko desh se bhagaunga,aur sare hindustan๐ฎ๐ณ๐ฎ๐ณ๐ฎ๐ณ ko azad karaunga,shaadi ki baat uthi toh ghar se utha gaya, likh kar chithi ๐๐๐bola main shaadi ๐ฐ๐คตke bandhan main nahi bandhunga, main azadi ka deewana hoon aur bharat๐ฎ๐ณ๐ฎ๐ณ๐ฎ๐ณ ko azad kar-ke he deekhlaunga ,mera yeh paren desh ko arpit hai aur kisi ko nahi de paunga
Byaha ke bandhan main nahi band paunga,mujhe maaf karna main bharat ๐ฎ๐ณ๐ฎ๐ณke siva yeh sarir jisi aur ko nahi de paunga ,ja ke mil gaya socialist republican party se ,karname aise yaise kiye hai ki maut bhi kapati thi ush-shey angarezo ke naak ke neeche se woh unki chain chura le jata tha,yeh woh banda tha jo maut ko apna gulam banakar rakhta tha, bahero ko sunane ke liye dhamake ki zarurat padhti hai, yeh batane ke liye woh maut ki muh me apna haath dala tha ,Vidya shankar vidyarthi aur Ganesh dutta ke sath ,Delhi court mein bum pheka tha ,par jaan lene ke liye nahi, baharo ke kaan kholane ke liye janab...
wo sher nahi ๐ฆ balki shawa sher tha ,azadi ushki bibi aur bharat๐ฎ๐ณ ushka poora parivar tha, jo thandi pad chuki thi jawala ๐ฅush jawala ko jalaya tha, ushki maut thodi hui,wo toh ek balidaan tha, desh main jo yag ho raha tha sawtantrata ka, ush yag ko phir se bhadkane wala wo agni tha, bahero ka kaan nahi khola balki puri kaan phad dali thi,pakad kar dala gya ush sher ๐ฆ ko jail main, par sher jail main ho toh jail shant kaise rah sakta tha,uthaya ek aur masla ,jail ki hawa sudharane ki, baith gaya amran anshan pad,aur bataya bhaidiyo ๐บko ,ki sher ki khal pahenkar bhairiye๐บ-๐ฆsher nahi ban jate,jeeta wo ansan aur phir garaj sunai di har kisi -ko ki sher-sher hota hai,bhair ๐บ chahe kitna bhi chalak ho jaaye jungle ka kabhi raja nahi ban sakate, court ne sher ka marne ka din taye kiya:- 24 March,1931, pad yamraj ko darr laga ki kahi yeh kal mujhe he na maat de,aagaye woh 24 march ke ek din pahele shaam ko dabe pao๐ฃkyu-ki maut aaye kis ki thi khud ush-ki jisne maut ko bachpan se tamasha banakar rakha tha,ush din shaam ko ithash bhi badal gai ki maut sher ki darr se dabe pao zaldi aagai,aur likha gaya yeh ki maut ki ush shaam khud he gai thi phat janab ...ki waqt ke pahele paheli baar aai thi janab.. 23 march shaam pahsi lagi pad darr unki aankho main nahi balki maut ke aankho main tha , aur angarezo ke gaal par yeh ek tamacha tha ki bher kabhi sher nahi ban sakte janab .. JAI VEER PUTRA ......JAI HO BHARAT MATA....... .....
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
DIL SE UN VEERO KO HAMARA EK SALAM.....
JINKE VASTEY HE HAI AAJ ZINDA YEH HINDUSTAN......................................
JAI JAWAN JAI KISHAN....... SHAHEEDEY AZAM BHAGAT SINGH....HAI HAMARI SHAAN.........
SHARE IT IF YOU ARE REALLY AN INDIAN....
Veer hamesha veer he rahte hai Yeh marte nahi, azad hotey hai.. |
Jai hind
ReplyDelete