Attitude

 Na court na  kachari,

Kaam khatam karte hai 

Directly...๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™

-----------------------------

Jitne sapne mein dekhta hai,

Ushshe zyada pe mein mootate hoon...bae...๐Ÿคซ

--------------------------------

Aaj aandhi hai 

Toh kal sailab aayega

Lekin jab mein aaunga 

Toh tera ram-ram ho jayega...๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™

---------------------------------

Kisi ki gulami nahi karta 
Apne aap mein rahta hoon
Ishliye aksar badnam rahta 
Hoon...๐Ÿ’‹

Meri baat he alag hai,
Ishliye main galat hoon...๐Ÿ’ฃ


Bhaade mein jaye teri baat 
Main karke deekhaunga kuch 
Khash...๐Ÿ’ฅ


----------------------------------
Na sikka chalta hai,
Na ikka chalta hai,
Hum jaha nahi bhi hotey 
Hai ,waha par bhi mere 
Naam ki hawa
Chalti hai...๐Ÿ–ค
----------------------------------------
Suna hai bade badmash ho,
Toh ek baar apne baap se puch 
Lena, ki kisi aukaad sabse khash 
Hai.....๐Ÿ˜Ž
--------------------------------------
Jish din meri nigah pad jayegi,
Ush din tujhe dawa nahi duwa ki 
Zaroorat padegi.....๐Ÿคฒ๐Ÿป
----------------------------------------
Matlab se log yaad karte hai 
Aur hum matlabiyo se dur 
Rahte hai.....๐Ÿค
----------------------------------------
Badmash itna hoon 
Ki puda sahar jal 
Jaye......


Ghamand ko zyada mat badha 
Tujh se bada ghamandi hoon
Jish din pakad mein aa gya 
Samajhe le tu tabah ho gaya
......๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™

Baap ke paiso par 
Akad nahi deekhate 
Agar sache mard ho na 
Toh ek baar khud 
Ke dum par 
Muskura kar deekha 
Do......VARUN๐Ÿ˜Ž

Badmash itna hoon ki puda ka puda 
Sahar jal jaye....bus adaat nahi hai 
Apni aukaad deekhane ki...
--------------------------------------------
Na jabane ka darr hai na
Gharwalo ki dikat hum aaj 
Bhi tere baap hai, par ghar walo 
Ki izzat  ka bhi khayal rakhtey hai....
----------------------------------------------
Akad mut deekha marore doonga
Tu jaha bolega na wahi aake tode 
Doonga...๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™
------------------------------------------------
Rutba toh itna hai ,
Ki puda sahar jal jaye,
Magar izzat humesha 
Baazi maar jatti hai...๐Ÿ˜ก๐Ÿ˜ก๐Ÿ˜ก
------------------------------------------------



Comments

Popular posts from this blog

SHAHEED-E-AZAM

Ae- Watan-Mere