Posts

#Corona

Image
  Zindagi hai toh cool dikhate  Rahenge,Jab kahani he khatam  Ho jayegi tab kya karenge.... Don't be cool, Stay safe from covid-19  Guru...๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™ Gahde mut bano , Mask paheno aur  Khush raho... Aapke parivaar ki khushi Aapke haath mein hain ya  Toh mask paheno ya kafan  Odho yeh aapke haath mein hai Janab....๐Ÿ™ Mut dikhao khud ko cool Bacho Zindagi na ki bano  FOOL...๐Ÿคช Aao  thoda savdhani barat ke , Parivaar ki khushiya bachaye, Na ki cool dikh kar parivaar ko  Rulaye....๐Ÿ˜ญ๐Ÿ˜ฅ๐Ÿ˜ข๐Ÿ˜ญ Zindagi jua nahi jishey jitna ya harna hai, Zindagi ke kasti hai jise ish  Kinare se ush kinare tak ka safar  Taye karna hai... Ish dauran lahare aati rahengi Aur jaati rahengi.... Jo bach ke sambhal payega  Wahi wo kinare taye waqt  Par paa-payega  Nahi toh beech mein he  Rahe pachtayega...๐Ÿฅบ๐Ÿ˜ฎ Don't be a fool ,let's stay safe from  Covid-19 guru.... Agar khuda ne ish layak banaya ho ki  Kisi ki madad ๐Ÿค kar sako toh zaroor karna  Ish mahamaari mein ek gareeb ko zaroor daan  Karna.... Ho himat to

Attitude

Image
 Na court na  kachari, Kaam khatam karte hai  Directly...๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™ ----------------------------- Jitne sapne mein dekhta hai, Ushshe zyada pe mein mootate hoon...bae...๐Ÿคซ -------------------------------- Aaj aandhi hai  Toh kal sailab aayega Lekin jab mein aaunga  Toh tera ram-ram ho jayega...๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™ --------------------------------- Kisi ki gulami nahi karta  Apne aap mein rahta hoon Ishliye aksar badnam rahta  Hoon...๐Ÿ’‹ Meri baat he alag hai, Ishliye main galat hoon...๐Ÿ’ฃ Bhaade mein jaye teri baat  Main karke deekhaunga kuch  Khash...๐Ÿ’ฅ ---------------------------------- Na sikka chalta hai, Na ikka chalta hai, Hum jaha nahi bhi hotey  Hai ,waha par bhi mere  Naam ki hawa Chalti hai...๐Ÿ–ค ---------------------------------------- Suna hai bade badmash ho, Toh ek baar apne baap se puch  Lena, ki kisi aukaad sabse khash  Hai.....๐Ÿ˜Ž -------------------------------------- Jish din meri nigah pad jayegi, Ush din tujhe dawa nahi duwa ki  Zaroorat padegi.....๐Ÿคฒ๐Ÿป ---------------------------------

Friendship

Image
  Wo dosti nahi hoti jo tariko  Par depend karta hai ,... Saath mein rahna harpal , Sachie dosti nahi hoti , Dosti toh woh hoti hai , Jo dur rahtey huye bhi, Unki ek yaad hoto ๐Ÿ’‹ Par muskan laa deti ho ....Varun Dost wo hotey hai jo  muskaan laate hai...Varun  ๐Ÿ•›Samay ke saath har rishta badal he jaate hai,par wo dosti he hoti hai jo sarvade jeevit rahti hai.....JANAB๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™   Dosti wo phool hai jo  Murjahe jaye tabhi  Khusboo, deti he rahti hai....VARUN Asli dosti wahi hoti hai, Jo dur hotey huwe bhi  Dil ke kareeb hoti hai... VARUN 

Motivational shorts poems in hindi

 Kuch boond ๐Ÿ’ฆ thaey samundra๐ŸŒŠ banane ke  Prayash mein lage, kuch pagal thaey๐Ÿ—ฝapni zidd  Par ade, Safalta ki raah mein kuch tootey,kuch  Ruthey, par phir bhi jo lage- rahe๐Ÿ‘  woh he safalta  Ko pa-paye Janab.....Varun ---------------------------------------- Kuch ruthenge- kuch tootenge  Safalta ki daur ๐Ÿƒ‍♂️๐Ÿƒ‍♀️mein sab piche  Chutenge......๐Ÿ‘ฌ ----------------------------------------- Har saas mein hai zindagi, Har ehashash mein hai zindagi, Har bund -bund mein hai samunder, Har prayash mein hai jeet....varun ------------------------------------------- Chamakana hai taro ko toh jalna bhi  Hoga na, chadna hai Himalaya  toh girna  Bhi hoga na.....Varun ---------------------------------------------- Mehnat ki lakidey ,haatho ki lakido  Se humesha he badi rahti hai Janab....Varun ---------------------------------------------

Manzil

Image
  Manjilo ki haqueqat hai , Rasto ki taqleefey, Motiyo ka kahna hai- Aake sahe meri dabao ko, Doob meri parchai mein, Ghut thodi tanhai mein, SAFALTA  ka kahna hai, Naha thodi pashino se, Jala apni sakshiyat ko, Tapa apne badan ko, Chal laga thoda dum toh๐Ÿ’ช, Chal laga thoda dum toh๐Ÿ’ช , Manjilo ki haquequat hai, Rasto ki taqleefe, Jo shahate nahi, Wo pate nahi, Bhagwan ke darshan ke liye ๐Ÿ™ Bhi line lagati hai badi- lambi, Lamba tikne wala kabhi, Aram ko nahi deta mahotave, Tootne ke baad bhi wo jaante hai, Judna, Sab kuch sahte huwe hoto  Par muskan rakhna, Manjilo ki haqueequat hai, Jo tikte hai wahi lamba , Tikate hai, Tuka kabhi safalta  Nahi kahlate hai.... Varun ❤ ❤❤๐Ÿงก๐Ÿงก๐Ÿงก๐Ÿ’›๐Ÿ’›๐Ÿ’›๐Ÿ’š๐Ÿ’š๐Ÿ’š❤❤❤๐ŸคŽ๐ŸคŽ๐ŸคŽ ๐ŸคŽ๐ŸคŽ๐ŸคŽ❤❤❤๐Ÿ’›๐Ÿ’›๐Ÿ’›๐Ÿงก๐Ÿงก๐Ÿงก❤❤❤๐Ÿ’š๐Ÿ’š๐Ÿ’š ❤❤❤๐Ÿ’›๐Ÿ’›๐Ÿ’›๐ŸคŽ๐ŸคŽ๐ŸคŽ๐Ÿงก๐Ÿงก๐Ÿงก๐Ÿ’š๐Ÿ’š๐Ÿ’š❤❤❤

Main bharat ka niwashi hoon

 Teen oro se ghira hai mera bhoomi mahasagaro Se, ek chode par rakshak hai ushki himalaye ki chotee, Main wahi ka niwashi hoon, Main Bharat๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ washi hoon, Main Bharat ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณwashi hoon, Har dushman ki aankh mein aankh,๐Ÿ‘ Dalkar dhamkane walo ki toli hoon, Main sada jeevet rahne wale Bharat ka washi hoon, Main inqulab ki boli hoon, Toh Ahinsa Parmo Dharma ka poojari hoon, Hamarey pita hai Bapu, Toh neta hai bose, Agar budhey hai naram, Toh betey hai garam, Hum hindustani sada ucha rakhtey hai  Shaan, Jai Bharat, Jai kisan, jai jawan......๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™ ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐ŸŽˆ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ

BHARAT-BHOOMI

Image
  BHARAT MATA KI  JAI.... Manga nahi kabhi-bhi bheekh, Main wo bhoomi hoon, Jo looti har-baar , har satabadi mein, Par doobi aaj tak nahi hoon, Ha! Main wahi bharat bhoomi hoon, Ha! Main wahi bharat bhoomi hoon, Pahele mugalo ne loota, Phir goro ne loota, Par aaj bhi main jinda hoon, Par aaj bhi main jeevan data hoon, Ha! Main bharat bhoomi hoon, Ha! Main bharat bhoomi hoon, Har majhab, har dharam, Har bhesh, har boli ka main  Palanhari hoon, Ha! Main bharat bhoomi hoon, Ha main he hoon woh, Jisne sabhi ke ke ghamando ko toda hai, Jisne Sikandar ko bhi shikaste dilai hai, Ha! Main wahi bharat bhoomi hoon, Ha! Main bharat bhoomi hoon, Jab- jab dusano ne lalkara hai, Mere bacho ne,har baar mooh toda hai, In-qua -lab  bhi diya hai, Toh ahinsha parmo dharma ka mantra bhi  Diya hai,  Ha! Main veer putaro ki he nahi, veer putariyo  Ki bhi palanhari hoon,  Ha! Main bharat bhoomi hoon, Ha! Main bharat bhoomi hoon.... Main rahu ya na rahu Mera desh rahna chahiye...